Friday, April 15, 2016

sugar cane (ganne) ka juice ka affects and benefits

sugar cane (ganne) ka juice garmi mai aik lajawab tohfa hai.sugar cane (ganne ka juice) bhoot he mufeed hai jis say insan 
mai maday ki garmi door ho jati hai jo insan yarkan ka marz mai mubtala hai us ka leay sugar cane (ganne) ka juice 
aik bhoot he achi cheez hai.sugar cane (ganne) ka juice ka istamal say brain (damag) mazboot hota hai.sugar cane (ganne) ka juice 
say maday ki garmi door ho jati hai maday ki garmi ajj kal Pakistan mai aam si beemari pai jati hai .sugar cane (ganne) ka juice 
bhoot he lazeez hota hai jub bhoot he tazz garmi hoti hai sugar cane (ganne) ka juice ka aik glass pee lany say
garmi door ho jati hai.


Sugar cane (ganne) ka juice ka chand faiday:


hum app ko sugar cane (ganne) ka juice ka juce ka chand faiday btaty hai.


  • sugar cane (ganne) ka juice wazan kam karnay ka leay bhoot achi cheez hai.
  • Nazla Zakam door karnay ka leay sugar cane (ganne) ka juice bhoot achi cheez hai.
  • yarkan ka mareez sugar cane (ganne) ka juice istamal kar ka beemari ko kam kar sakty hai.
  • iss mai bhoot say vatamin hoty hai o insan ka leay bhoot zururi hoty hai.
  • sugar ka mareez, sugar cane (ganne) ka juice pee sakty hai iss say in ki sahat per koi asar ni pary ga.
  • sugar cane (ganne) ka juice damag ko tazz karta hai.
  • sugar cane (ganne) ka juice gurday ki beemari ka leay bhoot mafeed hota hai.

No comments:

Post a Comment