Friday, April 15, 2016

Gajar ka Juice or Gajar ka halway ka faiday



Hum app ko Gajar ka istamal ka chand faiday btaty hai jis say app ko bhoot he faida ho ga.

Gajar (Carrot) ka chand faiday



  • Gajar (Carrot) ka istamal say nazar ki kamzoori door ho jati hai.
  • Gajar (Carrot) ka istamal blood (khoon) pada karta hai,
  • Gajar (Carrot) ka istaml say baal mazboot hoty hai.
  • Gajar (Carrot) mai vatamin A,B,E sameet kai natural ajza pay jaty hai.
  • Gajar (Carrot)  ka istamal kancer ka mareezo ka leay bhoot mafeed hota hai.
  • Gajar (Carrot)  jiger ka leay bhoot acha hota hai jis say yarkan kam hota ha.
  • Gajar (Carrot)  ka istamal yarkan ka mareezo ka leay bhoot faida mand hota hai.
  • Gajar (Carrot)  ka halwa jism ko mota karta hai.
  • Gajar (Carrot)  kamar (backbone) ka leay bhoot mafeed hai.
  • Gajar (Carrot)  ko teeth or masooro ka leay gajar ko chabana cheay.
  • Gajar (Carrot)  damag (brain) ko taqaat deta hai.
  • Gajar (Carrot)  dil ko sakoon ka leay bhoot acha hota hai.
  • Gajar (Carrot)  blood presure ka mareez ka leay acha hota hai.
  • Gajar (Carrot)  ka halwa dil ka leay bhoot mafeed cheez hai.

No comments:

Post a Comment