Saturday, April 16, 2016

Heat Stroke and its solution,garmi ka ilaj

Garmi ka mosam mai her insan or janwar garmi say parashan ho jata hai.khas kar ka asia mai jo chand aik counry hai us mumalak ma garmi bhoor parti hai.Pakistan or india mai bhoot tazz garmihoti hai suaj bhoot tazz chamkta hai jis ki waja say bhoot say log garmi say mutasar hoty hai.Heat Stroke jis ko hum punjabi mai loo kahtay hai iss say bhoot he side affect ho sakty hai.Heat Stroke say insan ka jaan jany ka be khadsa ho sakta hai.Heat Stroke say insan beemar per sakta hai jis kiwaja say kamzori aa sakti hai.Heat Stroke Pakistan mai june or july mai pai jati hai heat stoke say paseena bhoot tazi say bah jata hai jis say namkyat kharag hoti hai.


Heat Stroke (loo) ki chand alamat


  • sar mai chakar ana
  • bukhar ho hona
  • thaka wat
  • kamzoori
  • jild ka garam or red ho jana
  • pait kharab ho jana
  • bolld ka tazz ho jana
  • behosh ho jana
  • kamzori say bar bar peeshap ka ana
  • sans mai tangi ka hona
  • dil ki darkan ka bar jana
  • dil ka doobnay ledna
  • sar dard


App Heat Stroke garmi or Loo say kis tara buch sakty hai.

  • Zyada say zyada try kary ka suraj ki garmi mai na jay.
  • yaad rakhy subbah 11 say 3 bjy tak surraj ki garmi bhoot hoti ha iss time ghar mai rahy.
  • ghar per juice or mashroob bna kar peety rahy.
  • ager bahir jana be pary tu koi tolia lay kar bahir jay.
  • jism ko bar bar pani mai bheego kar thanda karty rahy iss say app normal rahy gay.
  • ager pani ki kami mahsoos ho phir pani zyada say zyada pee lia kary.
  • apny bachoo ko garmi mai khyalny na day.

Garmi or loo ya Heat stoke





1 comment: