Monday, April 11, 2016

Badhazmi ka ilaj in urdu,pait ki gas door karny ka totka


badhazmi aik beemari tu nai per baz owqat aksar zyada khany say ho jati hai.bad hazmi ko ager 
wazt per ilaj na kia jay yah maday ko be damag kar sakti hai.aksar badhazmi maday ki waja say hoti ha per
bhoot say logo ko aik mahsoor cheezo ka istamal karny say ho jati hai.
hum app ko kuch asan sa totka btaty hai jis say app ki badhazmi door ho jay gi.
.

badhazmi door karny ka leay tips:

.

  1. Akhroot khany say badhazmi ho jay tu anar khany say badhazmi door ho jati hai.
  2. aam khany say ager badhazmi ho jay tu doodh ya lasi pee lany say badhazmi door ho jati hai.
  3. arwi ki badhazmi lemon khany say door ho jati hai;
  4. Arhar say badhazmi ho jay tu lemon ya koi khati cheez ka istamal kary.
  5. allo ki badhazmi door karny ka leay garam masala ya sada botal ka istamal karay.
  6. Basan ki badhazmi door kary ka leay anar dany ka istamal kary.
  7. Palak ki badhazmi door karny ka leay sundh ka istamal kary.
  8. bandhi toor ki badhazmi be sundh say door ho jati hai.
  9. Bangan ki badhazmi sirka ya gee say door ho jati hai.
  10. ager app cow ka milk ki badhazmi ho gai hai tu app namak ka istamal kary.
  11. saag ke badhazmi khati cheez ka istamal say door ho jati hai.
  12. ager app ki gas aam rutine ki hai tu app aik goli hazmola ka istamal kar lia kary.



Badhazmi dooor karny ka leay tips,pait ki gas door karny ka leay tips,pait ki gas,badhazmi ka ilaj in urdu.qabaz ka ilaj,badhazmi our gas ki ilaj in urdu,

No comments:

Post a Comment