Thursday, May 5, 2016

Blood pressure ka ilaj Urdu and Hindi Control Blood Pressure

Blood pressure ka ilaj Urdu and Hindi.Control Blood PressureBlood prashur aaj kal ek aam maraz samjha jata ha or blod prasur aaj kal taqreeban har ghar me kisi na kisi afraad ko hoota doctor or science danoo ne apni reesarch se sabit keya ha k blood prashur kisi na kisi parashani ki wajha se damaag pr zoor dalnay ki wajha se hoota ha laken kush loog asay hootay ha jo har waqat parashan rehnay ki wajha se iss maraz me mubtilah nahe hootay (keya who loog insaan nahe ha) engraaz ke yeh search meray nazdeek bil kul galat ha !1 (blod prashur honay ki wajohaat) blood prashur hamari rooz mara ki gaza (khurak) ki wajha se hoota ha maslan hum loog zaida tar ghee ya oil me tali hui ashya istemal kartay ha iss k saath saath garam ashya masla garam sabzeeat masalajat ka istemal garam isya humaray blood ko garam kar deeta ha or oil me tali hui khanay wali asya humaray blood ko garha kar deeti ha jis ki wajha se blood ka maraz kahak hoota ha 2(tadabeer) blood prahsar se bachnay k leay hum sab ko gara oil me talee hui or masalay wali asya ko khanay se guraz karna chahea ta k hum iss maraz se mehfooz reh sakay


Blood Pressure High and Low and its Treatment


 humaray nakus ilam me iss ka final illaj to froot or milk ha agar in 2 ko roozana(daily)  isstemal keya jae to ap iss maraz se chutara hasil kar saktay ha yaad rahe agar ap engraaz madican ka isstemal kartay rahe to yeh maraz ap k leya azaab ban sakta ha 

High Blood Presure ka dasi ilaaj

  •                         Gulqand           250 grams 
  •                         Sakmoniya        06  masha
Gulkand ko  bareek kar k iss me sakmoniya ko mix kar lee ooor raat ko (1) spoon khana khanay  k baad istemal kare (1) one month yeh sirf high blood k leya ha 

low blood Presure ka ilaj

 low blood ka elaj iss tarha ha k body ko taqat denay wali froot milk istemal karna  (low blood ka  dasi ilaj0
  •                     maraba apple    500 grams
  •                     maraba gajar    250 grams
  •                     maraba hareer   250 grams
  •                     maraba olay     250 grams
  •                     kushta folaad   1   tola
  •                     work chandi     10  grams
in sub ko koot kar mix kar lee or (2) spoon subha nihar moo kha kar 500 grams milk peenay se inshaAllah ap ko kabhi b blood nahe ho ga iss ka istemal 2 month karna ha                           

Saturday, April 16, 2016

Heat Stroke and its solution,garmi ka ilaj

Garmi ka mosam mai her insan or janwar garmi say parashan ho jata hai.khas kar ka asia mai jo chand aik counry hai us mumalak ma garmi bhoor parti hai.Pakistan or india mai bhoot tazz garmihoti hai suaj bhoot tazz chamkta hai jis ki waja say bhoot say log garmi say mutasar hoty hai.Heat Stroke jis ko hum punjabi mai loo kahtay hai iss say bhoot he side affect ho sakty hai.Heat Stroke say insan ka jaan jany ka be khadsa ho sakta hai.Heat Stroke say insan beemar per sakta hai jis kiwaja say kamzori aa sakti hai.Heat Stroke Pakistan mai june or july mai pai jati hai heat stoke say paseena bhoot tazi say bah jata hai jis say namkyat kharag hoti hai.


Heat Stroke (loo) ki chand alamat


  • sar mai chakar ana
  • bukhar ho hona
  • thaka wat
  • kamzoori
  • jild ka garam or red ho jana
  • pait kharab ho jana
  • bolld ka tazz ho jana
  • behosh ho jana
  • kamzori say bar bar peeshap ka ana
  • sans mai tangi ka hona
  • dil ki darkan ka bar jana
  • dil ka doobnay ledna
  • sar dard


App Heat Stroke garmi or Loo say kis tara buch sakty hai.

  • Zyada say zyada try kary ka suraj ki garmi mai na jay.
  • yaad rakhy subbah 11 say 3 bjy tak surraj ki garmi bhoot hoti ha iss time ghar mai rahy.
  • ghar per juice or mashroob bna kar peety rahy.
  • ager bahir jana be pary tu koi tolia lay kar bahir jay.
  • jism ko bar bar pani mai bheego kar thanda karty rahy iss say app normal rahy gay.
  • ager pani ki kami mahsoos ho phir pani zyada say zyada pee lia kary.
  • apny bachoo ko garmi mai khyalny na day.

Garmi or loo ya Heat stoke