Hum app ko Gajar ka istamal ka chand faiday btaty hai jis say app ko bhoot he faida ho ga.
Gajar (Carrot) ka chand faiday
- Gajar (Carrot) ka istamal say nazar ki kamzoori door ho jati hai.
- Gajar (Carrot) ka istamal blood (khoon) pada karta hai,
- Gajar (Carrot) ka istaml say baal mazboot hoty hai.
- Gajar (Carrot) mai vatamin A,B,E sameet kai natural ajza pay jaty hai.
- Gajar (Carrot) ka istamal kancer ka mareezo ka leay bhoot mafeed hota hai.
- Gajar (Carrot) jiger ka leay bhoot acha hota hai jis say yarkan kam hota ha.
- Gajar (Carrot) ka istamal yarkan ka mareezo ka leay bhoot faida mand hota hai.
- Gajar (Carrot) ka halwa jism ko mota karta hai.
- Gajar (Carrot) kamar (backbone) ka leay bhoot mafeed hai.
- Gajar (Carrot) ko teeth or masooro ka leay gajar ko chabana cheay.
- Gajar (Carrot) damag (brain) ko taqaat deta hai.
- Gajar (Carrot) dil ko sakoon ka leay bhoot acha hota hai.
- Gajar (Carrot) blood presure ka mareez ka leay acha hota hai.
- Gajar (Carrot) ka halwa dil ka leay bhoot mafeed cheez hai.
No comments:
Post a Comment