Wazan ko kam krny k tarika, patla hone ka totka, gharelu totky wazan (weight) ko kamkrny k
Kya app ptla ya slim hona chati hain tu phr is article ko
zaroor phrhain or hdayat pee amal krain. Nechy jo tareeky biyan kiye gaye hain
un pee zaroor amal krain yeh tareeqe app
ka wazan (weight) bht jald kam kr de ga, agr app ne ghr bathy apna wazan (weight) kam
krna hai to en batooon pee amal krain ta k app kuch e haftom main appna wazan (weight)
kam lain.
Rozana kam se kam 20 se 30 mint walk krain. Walk saihat k
liye bht zarori hai. Agr yeh walk app subh k time krian tu app k liye bht achi
sabt hoo gi. Subha subha walk krinay se jism me charbi ziyada maqdar main pida
nai hoti js se jism slim or smart rhta hai.
Subha subha nihaar moh paani b sehat k liye thek hota hai. Subha
subha pani peenian se phly tu app ka wazan (weight) shayd bhr jaee likn kuch din bd app
ka wazan (weight) kam hona shoro hoo jayee ga Q K
paani jism se faltu maddy karj kr dita hai.
Cool drinks y bootlian kam se kam piyo q k bootloon main
sugar or fatty maday hoo jo k jism main
jism ko motta krny waly maday pida krty hain es liye bootal ki jgha pee app lemon
paani ka istamaal krain ta k app k jism main charbi pida naa hoo..
Gossht ki bijyee app sabziyaan ziyada istamaal krain Q k
Gossht jism main cahrbi pida krta hai jo k jism ko motta krti hai es liye agr
app gossht k sath sabziyoon ka istamal krain tu app k jism main fats ko pida
krnay waly madoon ko control kiya jaa skta hai.
Fruits ka istamal bi saihat k liye bht acha hota hai fruits
jism main es trh k madday pida krta hai jo k jism ko motta nai hony dity balky
jism ko mazboot r smart bna dity hain.
Kahny main salad ka istamal app ko motta hony se pchata hai
salad jism main khorak ko jald hazm kr diti hai jis se jism motta nai hota
blkay tawana or khobsorat hoo jata hai. Salad ko apni gza ka hissa bnaa lo khas
kr lunch main salad saihat k liye bht achi hoti hai.
Kabaz jo tamam bimaryoon ki maa ha es liye kbhi b kabaz naa
hony dain khana khaty e mat sooyian
thori chal kadmi kr lain khana khany k 2 ghanty bd sooyain.
Ek saihat mand jism r dimag k liye acche neend bht zarori
hai es liye 6 se 8 ghantoon ki neend bht zarori hai.
Kabhi pait bhr kr khana na khian q k es meddy py asr prta
hai r medda thek trh sy khorak ko hazm nai kr pata jess y jism pr bht sy manfi
asrat prtyian hain.